Main anand Aaj phir se hazir hoon aap sab ke liye Brahmand se judi bohot hi intresting facts lekar. toh hamare sath bane rahiye brahamand se jude facts ko janne ke liye. Iss brahamand me na jane kitna rahasya chipe hai hum jitna use janne ki kosis karte hai utna hi hum ulajh jate hai. Aaplogo ko jaan kar hairani hogi ki iss brahmand me kuch bhi sthayi ya sthagit nahi hai. har chiz parivartansil hai har chiz gati kar rahi hai. hamari prithvi surya ki parikrma kar rahi hai aur chandrma hamare prithvi ki parikrma kar rahi hai. aur surya puri suryamandal ke sang hamre akaash ganga mandakni ki parikrma kar rahi hai. Aur akaash ganga mandakni bhi apni jagah se gati kar rahi hai. mandakni ki gati 552km/sec hai. aur iss gati se mandakni hamari padosi akashganga devyanni se 5 arab varsh paschat takrayegi. Agar hum baat kare brahspati grha ki toh aap jaan kar hairaan hongeki. Brahaspati grha me 1 din sirf 10 ghante ka hota hai, jabki prithvi me 1 din 24 ghante ka hota hai.aur brahaspati grah prithvi se kai guna bada hai. iska karan yah hai ki uski stah 50000km/h ki gati se ghum rahi hai. Main aapko bta doon ki antriksh yatri ,apni antriksh yatra ke dauraan lagbhag 2 inch lambe ho jate hai. Kyoki antriksh me gurutwakarshan nahi hota hai jisse reed ki haddi ki jor lagbhag dheele ho jate hai aur wo jyada sheedhe ho jate hai isi liye samanye kad ke logo ki lambai lagbhag 1.5 se 2 inch badh jati hai. Aapko mai bta doon ki ek aisha din aayega jab chandrma prithvi se bohot door chala jayega.kyoki chandrma prithvi se prati varsh 1.5 inch door hota jaa rha hai. Yeh gati abhi bhale hi kam lage lekin arbo saal baad chandrma prithvi se bohot door chala gya hoga. Surya ki baat kare to main aapko bta doon ki surya itna bada hai ki usme ek sath lagbhai 10 lakh se bhi jyada prithvi sama sakrahunga. Toh dosto aisehi aur bhi jaankari pane ke liye hamare blog se jude rahe .main aap logo ke liye aisehi intresting aur chaukane wale post lata rahunga
सोमवार, 24 सितंबर 2018
ब्रह्मांड से जुड़े रहस्य

सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें